Wednesday, 14 January 2015

Some poems and free verses

Suf Ji Surharn vane thi vane
suf jo swad vane tho vane
suf sabhinkha aahe sutho
suf aahe sat taen mitho
________________________________________

Bhajlo Shyam murari bhajlo ,
Bhajlo bhajlo girdhari
Shyam ki bansi sur chade anmol
ek ek sur kahta hai methe bol

sa se nikla sara sansaar
____________________________________
12 jyotirlingon ki sunlo mahima
ek ek gata hai shivji ki mahima
sab suna rahe dekho apni apni garima

shivji apne bhakton ke liye

darshan dekh kush kiya shivjine sabko
_______________________

jaat rahe pardes more meet sajanva
mohe akela chodke dekho
mera dil yeh nazuk todke dekho
khatkat nahi kuch tihare manma
Dukhake mora chanchal manva
_______________________________

Criket Ka Nasha

Stamps and bats hathon mein liye
hum taiyaar hai khelne criket
itne log aye hia dekhne
hamara match without ticket
yeh hai criket ka nasha
yeh hai criket ka nasha

_____________________________


is kadar na nazar milaoo sanam
hum toh mar jayenge teri kasam

dekho cha gayi hai ghatayen ghanghor
tu banjaye morni mein banu mor
main dil churaoon tera banke chitchor
is kadar dil ye na churaoo sanam

__________________________________

Hum sona chahte hai
Hu jab padte hai
Hum hasna chahte hai
Hum ro padte hai
Hum kuch aur sochte hai
Ham kuch aur karte hai
jab hum ai sanam
tujhe yaad karte hai

hum apne aap mein hote nahin hai
hum behad mushkil mein hote hai
bachaini bekarari hoti hai
hum pagal se hote hai

hum jeena chahte hai
hum je nahin pate hai
hum marna chahte hai
hum mar nahin paate hai

_____________________________________________

dur humse ho na jao
paas aao gale se lagaaoo
sawan hai aaya
man ko hai bhaya
kaise hai ye maya
tujhko hai paya
____________________________________


No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.