Yeh ped paudhe, yeh nilami nazare, yeh chancahl chandni
baavra baadal, mast maujein, rangeen ragini
chupke se kanon mein bas yahi gungunati hai
aaja in bahon mein ai dil bar tumhe bulati hai
jahain hai tu vahan hoon mein, tu meri manzil hai
hum akele mein bbaat karte hai, phoolon gulshan se
gungunate rahete hai, nadiyon chaman se
ai sanam tu kya jano, hum kya kya karte hai
tere pyar mein hum pagal se hote rahete hai
sach kahete hai hum ban chuke gaafil hai
pyaar ik aisa ahasaas haidil ko jo bhata hai
tum aati ho muskurake yun, ik nasha sa chata hai
apni zulfon kki chav mein mujhe samalo tum
apne khayalon mein mujhko karvado gum
yeh pyaar hi sahil hai, pyaar hi sabke kabil hai
Gaa utha hai dil mera, nach uthe hai kadam
hum baat karte rahete hai, akele mein sanam
tu hi aan , tu hi shaan tu imaan
tu hi hai juse dekhkar mujhme bharta hai gumaan
tu hai to mujhe sabkuch haasil hai

No comments:
Post a Comment
Note: only a member of this blog may post a comment.